|
Post by jalpari on Nov 25, 2007 14:26:04 GMT
falnama-e-qurani kia hain aur kia asee ka jawab sahee hota hain (main asee method kaee baat ker rahee hon jis main dua, darood aur kuch sortye perh ker dil main nayiyaat kaee jatee hain aur phir jo harf nikle 7 pages ka baad 7 line ka first word ho asee follow kia jata hain?
|
|
Fana fi Shaykh
Senior Member
Haiderium Qalandaram Mastam Banda-E-Murtaza Ali Haastam .
Posts: 4,959
|
Post by Fana fi Shaykh on Nov 26, 2007 11:49:04 GMT
falnama-e-qurani kia hain aur kia asee ka jawab sahee hota hain (main asee method kaee baat ker rahee hon jis main dua, darood aur kuch sortye perh ker dil main nayiyaat kaee jatee hain aur phir jo harf nikle 7 pages ka baad 7 line ka first word ho asee follow kia jata hain? Falnama-e-Qurani nikalna aasan nahi hain , kyunki harr koi qurani aayaton ka sahi tarjumma nahi bata sakhta. Aala Hazrat Radi Allahu anhu ne Quran se faal nikalna ka tareeqa bataya hain aur maine padha hain. Lekin isse bhi kahi aasan tareeqe hain faal nikalne ke jo harr koi kar sakhta hain. Jazakallahu khayrun. Yaa Ali
|
|
|
Post by madnibrother786 on Nov 26, 2007 13:24:31 GMT
What is 'falnama-e-qurani', and what is 'faal'
|
|
|
Post by jalpari on Nov 26, 2007 17:19:10 GMT
falnama-e-qurani kia hain aur kia asee ka jawab sahee hota hain (main asee method kaee baat ker rahee hon jis main dua, darood aur kuch sortye perh ker dil main nayiyaat kaee jatee hain aur phir jo harf nikle 7 pages ka baad 7 line ka first word ho asee follow kia jata hain? Falnama-e-Qurani nikalna aasan nahi hain , kyunki harr koi qurani aayaton ka sahi tarjumma nahi bata sakhta. Aala Hazrat Radi Allahu anhu ne Quran se faal nikalna ka tareeqa bataya hain aur maine padha hain. Lekin isse bhi kahi aasan tareeqe hain faal nikalne ke jo harr koi kar sakhta hain. Jazakallahu khayrun. Yaa Alijo method main na batyia hain ya kis ka hain aur kia ya sahee hain?
|
|
Fana fi Shaykh
Senior Member
Haiderium Qalandaram Mastam Banda-E-Murtaza Ali Haastam .
Posts: 4,959
|
Post by Fana fi Shaykh on Nov 26, 2007 17:29:09 GMT
Falnama-e-Qurani nikalna aasan nahi hain , kyunki harr koi qurani aayaton ka sahi tarjumma nahi bata sakhta. Aala Hazrat Radi Allahu anhu ne Quran se faal nikalna ka tareeqa bataya hain aur maine padha hain. Lekin isse bhi kahi aasan tareeqe hain faal nikalne ke jo harr koi kar sakhta hain. Jazakallahu khayrun. Yaa Alijo method main na batyia hain ya kis ka hain aur kia ya sahee hain? Mujhe check karna padega ,faalnama mein jawaab hamesha sahi nahi hote , kyunki faal nikalne se dil mein shak o shuba paida hota hain , yeh behtar hoga ki aap istekhara kiya kare. Main aapko check karke bataunga ki aala hazrat Radi Allahu anhu ne kya tareeqa bataya hain. JazakAllahu khayrun Yaa Imam Sajjad
|
|
|
Post by jalpari on Nov 27, 2007 7:52:04 GMT
jo method main na batiya hain asee kisam kaee kaee books www.bahoo.org per available hain . kia ya method sahee hain? aap mujhe kitne roz main batye gaee.
|
|
sajjad dar ashrafi
Valued Member
Buzurgo keh saath muth panga lo, bohat mehanga pare ga
Posts: 4,888
|
Post by sajjad dar ashrafi on Dec 1, 2007 0:09:40 GMT
|
|
|
Post by skasif on Aug 25, 2014 8:41:02 GMT
Assalama alaikum mujhe mera fal pata karna hai mere feature Bare main aur meri marriage life k bare main kyu k main mere mamu ki ladki ko passand karta hu kya usse meri shadi hongi kya nhi ye bhi pata karna hai plz mujhe bataye mere fal main kya hai,mera naam asif and and ammi ka naam farida hai, jajak allah.
|
|