|
Post by masoom dua on Sept 4, 2010 15:00:15 GMT
Teesri Shab E Qadar Mah -e- ramdaan ki 25 Tareekh ki Shab-e-Qadaar ko 4 Rakaat nimaz do salam se parhein Baad surah Fateha k Surah qadar aik, aik baar surah akhlas panch(5) panch martba her rakaat mein parhni hai baad salam k kalima taiyba aik so dafa parhna hai Dargah Rab-ul-Izat se insha Allah Tla beshumar ibadaat ka sawab ata ho ga 25 Shab 4 rakaat nimaz 2 salam se parhein her raakat mein surah fateha k surah qadar 3,3 baar surah akhlas 3,3 baar parhein baad salam k satar(70) dafa astagfaar parhein Yeh nimaaz bakhshesh k liye bohat afzal hai 25 Shab qada qadar ko 2 rakaat nimaz parhni hai,her rakaat main surahfateha k surah qadar aik aik martba surah akhlas 15,15 martba parhein baad salam k 70 dafa kalima shahadat parhna hai Yej nimaaz wast nijat azab-e-qabar bohat afzal hai ============ ========= ========= ========= == Wazaif Teesri Shab E Qadar k Liye Mah e ramdan Ki 25 Shab Ko 7 Martba Surah Dkhan Parhein Allah Paak Is Surah Ko Parhne K bais Azaab e Qabar Se Makhfooz Rakhe Ga Aizan 25 Shyab Ko 7 Martba Surah FATAH Parhna WAstay her Murad Afzal Hay ============ ========= ========= ======
|
|
|
Post by Sister Nomee on Sept 4, 2010 17:13:11 GMT
|
|